Whatsapp Status In Urdu | Urdu Status | Best Urdu Shayari | Urdu Shayari Mohabbat | Love Shayari Urdu | Romantic Shayari In Urdu: Definitely, Urdu is one of the Best And sweetest language on Planet earth one could Speak and learn. The Urdu Language has its own beauty though such a gentle language. The Urdu Language is quite smooth and away from being harsh and rudeness. Urdu is pretty much same as the Arabic Language, which most of the people loves. Urdu is not only a beautiful language but also a language of literature, which again touches ones' heart because it is quite flexible. The Urdu language contains a huge amount of words to describe anything one wants, which gives you the ultimate freedom to express the thoughts in a very beautiful way which lies in you.
The Urdu language can be written in a number of ways down there, even thousand of variation without changing a single word or the meaning of the sentence, that again makes it the best language for literature and poetries hence a prolific language.
The Urdu language contains the words whose intonation conveys respect. The funny part with the language is that even disrespectful words are conveyed very respectfully.
The Urdu language can be written in a number of ways down there, even thousand of variation without changing a single word or the meaning of the sentence, that again makes it the best language for literature and poetries hence a prolific language.
The Urdu language contains the words whose intonation conveys respect. The funny part with the language is that even disrespectful words are conveyed very respectfully.
Whatsapp Status In Urdu | Urdu Status | Best Urdu Shayari | Urdu Shayari Mohabbat | Love Shayari Urdu | Romantic Shayari In Urdu
Har cheez apne waqat pe achi lagti hay, naiki kamanay ka sahi waqat jawani hay, hum naikiyan us waqat krtay hain jub hum buraiyan karnay k qabil nahi rehtay.
Agar rasta khoobsurat hay to maloom karo kis manzil ko jata hay, lekin agar manzil khoobsurat hay to rastay ki prwah na karo.
Zuban ka wazan bohat hi halka hota hay, magar bohat kam log hi isay smbhal patay hain.
Baaz oqat duayen Rab k faislay nahi badltin, magar apka dil badal deti hain aur Rab k faislay k mutabiq kr deti hain
Apni zuban ko dusron k ayebon se alooda na karo, kyun k ayeb tumhare bhi hain aur zuban dusron ki bhi hay.
Hum unk nahi hotay jo har kisi k ho jatay hain.
Girlfriend to kamzor logon ki hoti hay mard to nikkah karta hay.
Zyada bolnay wala insan majboor hota hay k wo sach aur jhoot ko mila k bolay.
Sab ka dil rakhnay main aksar mera dil toota jata hay.
You might also like: Exclusive funny Urdu Whatsapp status 2018
Hamaray alfaz hi hamari shanakhat hain.
Jo dil walay hote hain dimagh walay unka khoob istmaal kartay hain.
Ye acha hay k aap eham hoon lekin ye zyada eham hay k aap achay hoon.
Aanso Khaliq aur makhlooq k drmyan koi parda nahi rehnay detay.
Insan wahid makhlooq hay jiska zehar usk alfaaz main hota hay.
Kuch batain sirf Allah aur insaan k bech hoti hain.I think, No other language is that so elegant and graceful making it the best graceful and elegant language in the whole world.
Some of the best poetry is in Urdu. It is one of a select few languages which is written right to left whereas most of the other languages are written left to right.
Halaat jesay bhi hoon mera Allah rasta nikal hi deta hay.
Bhrosa rakho us Rab pr jo deta hay bin mangay.
Kuch dard esay hotay hain k insaan rona chahe to roya ni jata.
Khamoshi aur sabar kamzori nahi bahaduri hain.
kuch raaston pe paon nahi dil thak jata hay.
Aksar unhi se door jana mushkil hota hay jinhain hamari fikar tak nahi hoti.
Tanhai main jeena bhi ek hunar se kam nahi.
Hum main se sirf kuch log hi andar se bhi bahir jesay dikhtay hain,
Jahan bar bar apni baton ki safai deni paray wo rishtay gehray nahi hote.
Mazboot log khamosh rehtay hain kisi se shikayat nahi krtay.
Most beautiful Urdu Whatsapp status of all time
Jab insan zindagi k imtehano say pathar ho jaye to phir koi dil dukha bhi day to bura nahi lagta.
Yaqeen janain har admi insan nahi hota.
Zameer marta hay ehsaas ki khamoshi say ye wo wafat hay jiski khabar nahi hoti.
Kuch baaton ka jawab sirf khamoshi hoti hay aur khamoshi bohat khoobsurat jawab hay.
Aarzi jazbat par mustaqal faisalay nahi karne chahiye.
Bari manzilon k musafir chota dil nahi raktay.
Dilon main faraq ajaye to daleelain, mintain aur falsafay bekar chale jate hain.
Alfaaz sab kuch hotay hain dil jeet bhi letay hain dil cheer bhi detay hain.
Duniya main jitni bhi achi batain sab kahi ja chuki hain bas un par amal karna baqi hay.
Duniya main bohat kam log hotay hain jinhain maan rakna ata hay.
Apnay siwa apna koi bhi nahi hota apni qadar kijye.
Baaz log rawaiye parh letay hain aur baaz log alfaaz ko samjhnay se b qasir hotay hain.
Suna hay log bohat yaad krtay hain chalay jane k baad.
Tum ajeeb ho par mujhay azeez ho.
Ye baray dukh ki baat hay k hamara ek dusray k dukh se koi wasta nahi raha.
Kisi k andar zinda rehnay ki khawaish main hum apnay andar mar jatay hain.
Izat do lekin itni izat bhi na do k apni izat hi na rahay.
Kisi k paas rehna ho to thora door rehna chahiye.
Dar lgta hay esi khushi se jo dusron ko dukh denay se hasil ho.
Insaan barhtay ja rahay hain insaniyat khatam hoti ja rahi hay.
Bura waqat sabhi par ata hay koi nikhar jata hay, koi bikhar jata hay.
Khamoshiyan kabhi kabhi bohat tafseel say jawab deti hain.
Mohabbat aur khushi lenay se nahi denay se milti hay.
Kabhi sab kuch khatam hone k bawjood insan kisi mojzay k intzaar main rehta hay.
Koi kisi k bghair marta nahi, jab tak saans chalti hay tab tak jeena hi parta hay.
Hamaray alfaz hi hamari shanakhat hain.
Jo dil walay hote hain dimagh walay unka khoob istmaal kartay hain.
Ye acha h noay k aap eham hoon lekin ye zyada eham hay k aap achay hoon.
Aanso Khaliq aur makhlooq k drmyan koi parda nahi rehnay detay.
Insan wahid makhlooq hay jiska zehar usk alfaaz main hota hay.
Whatsapp Status In Urdu | Urdu Status | Best Urdu Shayari | Urdu Shayari Mohabbat | Love Shayari Urdu | Romantic Shayari In Urdu: Shayari (شاعری) is poetry. It helps you to express and convey your heart feelings (mohabbat) towards the other or your message in short sentences but in rhythm form.
Shayari (شاعری) is actually a form of poetry in different languages that allows you to amazingly express deep feelings from the bottom of your heart through words but in a specified way i.e rhythmic. It is a group of rhythmic words which lets one explain your sentiments in Hindi, Urdu, English, Arabic etc.
Shayari (شاعری) is actually a form of poetry in different languages that allows you to amazingly express deep feelings from the bottom of your heart through words but in a specified way i.e rhythmic. It is a group of rhythmic words which lets one explain your sentiments in Hindi, Urdu, English, Arabic etc.
Whatsapp Status In Urdu | Urdu Status | Best Urdu Shayari | Urdu Shayari Mohabbat | Love Shayari Urdu | Romantic Shayari In Urdu
Aik Muddat Se Rahi Hai Yeh Aarzoo Meri
Ke Kab Tujh Se Ho Gi Guftgoo Meri
Aaj Duniya Humein Milne Nahi Deti
Aik Din Mohabbat Ho Gi Sarkhroo Meri
Mera Jeena Aur Marna Sab Tere Liye
Saansoon Ki Bhi Mukhtaar Hai Tu Meri
Dil Tere Hi Khyalon Mein Khoya Hai
Rooh Bhatak Rahi Koobakoo Meri
Main Khizaaon Ki Rahon Ka Musafir Hoon
Kabhi Bhool Kar Bhi Na Karna Jastjoo Meri – M.Asghar Mirpuri
Jab Se Uske Husan Pe Padi Hai Nazar
Main Ho Gya Hoon Apni Hasti Se Bekhabar
Meri Duaon Ka Kuch Aisa Hua Hai Asr
Mujhey Mil Gya Hai Mere Khawabon Ka Pekar
Uske Pyar Ne Mujhe Zare Se Aaftab Bana Diya
Main Ban Gya Hoon Qatre Se Samundar
Mere Jism Mein Wo Basi Hai Rooh Ki Tarah
Aisa Ashyana Chhod Kar Wo Jaye Gi Kidhar
Pyar Ki Raahon Mein Sambhal Kar Chalta Hoon
Suna Hai Yeh Raaste Hein Bade Purkhatar – M.Asghar Mirpuri
Mujh Se Kinara Kar Ke, Kuch Pal Toh Us Ne, Apni Ankhon Ko Dhoya Hoga
Baith Ke Kisi Kone Me Sar-E-Shaam Kuch Aansu Toh Wo Roya Hoga
Peshemaan Toh Wo Boht Hua Hoga Apni He Berukhi Se
Khaab Me Na Sahi, Neend Se Pehle Meri Yaad K Baad Hi Wo Soya Hoga
Ahbab K Qarb Me Maine Yahi Aik Baat Seekhi Hai
Us Ne Bhi Kisi Tareeqi Ke Kone Main Apne Aansu Ko Peeroya Hoga
Mera Dil Nhi Dukha Par Main Hazaar Aansu Roya
Meri Manind Na Sahi, Par Fursat Me Qaraar Toh Wo Khoya Hoga
Mere Dard-E-Dil Ko Koi Samjtaa, Toh Phir Kisi Ko Gila Na Rehta Harf.E.Muhabbat Se
Mse Kia Maloom, Maine Kis Kis Samandar Main Khud Dooboya Hoga
Main Apne Fan-E-Naqsh-E-Nigari K Charchy Kyun Karon, Kyun Sunaau Main Apne Afsaany Sb Ko,
Mujhe Maloom Hai Wo Kisi Aur Ka Ho K Bhi Mere He Khayalon Main Khoya Hoga. – M.Asghar Mirpuri
Agar Tujhey Nafrat Mere Naam Se Hai
Phir Kyon Mohabbat Mere Klaam Se Hai
Jis Ka Mashgla Tha Auron Ko Dukh Dena
Aaj Wo Udas Ghamon Ki Shaam Se Hai
Mohabbat Mein Kisi Tafreeq Ke Hum Nahi Qaabil
Humein To Mohabat Khaas-O-Aam Se Hai
Jis Ki Deed Ko Aankhein Tarash Rahi Hain
Usey Na Fursat Apne Kaam Se Hai
Hum Ne Mohabbat Ka Agaaz To Kar Diya Asghar
Hume Na Koi Garaz Anjaam Se Hai – M.Asghar Mirpuri
Kabhi Teri Meri Mulaqat Ho,
Na Tootne Wala Sath Ho,
Tere Sath Zindagi Guzre,
Musarton Bhari Hyat Ho… – M.Asghar Mirpuri
Teri Zindagi Mein Kabhi Koi Na Gham Aaye
Tere Muqadar Mein Har Khushi Sanam Aaye
Teri Aarzoo Ka Chaman Sda Mehkta Rahe
Tere Qareeb Na Kabhi Koi Ranj-O-Aalm Aaye
Teri Zindagi Duniya Ki Khushion Se Bhri Rahe
Ghamo Ki Na Kabhi Koi Shaam Aaye
Koi Pareshani Tere Qareeb Na Aane Paye
Teri Zindagi Mein Koi Na Paich-O-Kham Aaye
Asghar Ki Faqat Yehi Tamanna Hai Jana
Ke Tere Sath Mera Bhi Naam, Aaye… – M.Asghar Mirpuri
Aankh Ashqon Se Khoonbaar Hui Jaati Hai
Zindagi Baes-E-Aazaar Hui Jaati Hai
Hamara Milna Bhi Ab Khawab Lagta Hai
Hamaare Darmiyaan Judai Deewar Hui Jaati Hai
Na Jaane Vasal Ki Shab Kab Aaye Gi
Ab To Saans Bhi Dashwaar Hui Jaati Hai
Main Isey Kaise Zindagi Keh Doon
Jo Basar Tere Bagair Hui Jaati Hai… – M.Asghar Mirpuri
In 18th and 19th-century, people use shayaris(شاعری) to explain/show their feeling to the special one in their life. But in 20th century Shayari (شاعری) craze and use dropped dramatically, well not so popular as before. In the 21st century we, have made a promise to bring back the Shayari era.
They are chosen out of thousands
Whatsapp Status In Urdu | Urdu Status | Best Urdu Shayari | Urdu Shayari Mohabbat | Love Shayari Urdu | Romantic Shayari In Urdu
etc. So that we can save your time.
0 Comments